TRUE WORDS

Compel to eulogies someone who always amaze us not only with engineering but also with the great taste he serve...

Khud  khane ka mann na ho fir bhi, pyar aur dhairya se sabke liye khana tum pakate ho.

Dange ka samay ho, yah ho lockdown ka, second floor ke kitchen ki garmi se bhi na tum ghabrate ho.

Kuch bhi wikat paristhiti kyon na ho, kadhai aor chammach dekh fir bhi tum muskurate ho.

Chahe kitni bhi aapadaye aa jaye, kitchen mein jakar bhul sab tum jaate ho.

Log tumhe kitna bhi bura bhala kahen  fir bhi unhen pyar se tum khilate ho,  chehare pe khushi dekh unke dhanya tum ho jate ho.

Purush hi nahi Mahapurush ho, itna kuch jo jhel tum jate ho.

Kaisa bhi vidhaon ka daldal ho, fir swayam sthan bana kar, kamal se khil tum Jaate Ho.

Comments

Post a Comment

If you have any doubt, please let me know.

Popular posts from this blog

BOOK SUMMARY: THE POWER OF YOUR SUBCONCIOU MIND

ABIDE BY

Unblocking The Most Beautiful Heart